top of page
Search
maloriestrauhal448

Kaisa Yeh Pyaar Hai Sony Tv Serial Title Song: The Cast and Crew of the Popular Series



song: kripa-angad hug after she "i love you" M: lo aaj yeh dil tere naam karte hain apni mohabbat ka ikraar karte hain F: ye hont sil se gaye hain sab lavz ruk se gaye hain madhosh ho jayen dhadkan na kho jaayen kyun dil ki raftaar hai kaisa ye pyar hai (x4)




Kaisa Yeh Pyaar Hai Sony Tv Serial Title Song



Name: Kripa's sad version 2/3? Introduction: a sad song played when Kripa was packing 2 leave n return home 4 gud...after her ...realising that Angad is not what n who she believed him 2 b.... song: Sab rang tasveer ke dhal gaye kaise... apne he thi sab badal kyon gaye aise... duniya yeh mere nahi hai... dekhti hai waisa nahi hai... jhooti si lagti hai, ..aankhon mein choobti hai, ..kaise yeh pehchaan hai?... kaisa yeh pyaar hai... kaisa yeh pyaar hai song: sung a long of times too. whenevr kripa is sad F: bechain hai dil kyun kaisi ye uljhan hai ghum aur khushiyon ka ye kaisa bandhan hai peeche gaya choot koi aage naya mod koi apne dikhata hai mujhko bulata hai baahon ka voh haar hai kaisa ye pyar hai( x4) Third - A-K share a passionate hug Saaso ko saaso ko paigam lene do Is raat ko koi ilzaam lene do, bas kampne do labo ko Sun lo jara dhadkano ko, khamosh mein is dil Mumkin hai jal jaye, Yeh ishk wo aag hai Kaisa yeh pyaar ha (4) Second - Angad gets better and A-K have fun Tha paas sab mere, par kuch kamisi thi Tere bina zindagi suni suni thi Dhhonda tha jisko hamesha, shayad wo sapna ho mera Meri mohabbat ko pura kiya jisne,Tera hi ek saath hai Kaisa yeh pyaar ha (4) song: angad and kripa in love singer: kunal M: haan tumse pyar hai haan tumse pyar hai


Name: Intezaar Introduction: this song comes up when kripa and prithvi is dancing together and mishti and angad and kripa and angad can't stop starring at eachother? Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar Meri Subahon Ko Teri Shaamon Ka Meri Shaamon Ko Tere Vaadon Ka Meri Raaton Ko Tere Khaabon Ka Meri Neendon Ko Teri Baahon Ka Mere Jazbon Ko Teri Chaahon Ka Bahaki-Bahaki Si Kuchh Khataaon Ka Khoobasoorat Se Kuchh Gunaahon Ka Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar Apane Dilabar Ka Apane Hamadam Ka Apane Jaanam Ka Intazaar Surkh Phoolon Se Mahaka Rasata Hai Dil To Mera Magar Zard Patta Hai Paas Aankhon Ke Sabz Manjar Hai Dil Ka Mausam To Phir Bhi Banjar Hai Mahaki-Mahaki Si Kuchh Hawaaon Ka Bheegi-Bheegi Si Kuchh Ghataaon Ka Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar Apane Baadal Ka Apani Baarish Ka Apane Saawan Ka Intazaar Apani Dhadakan Ka Apani Saanson Ka Apane Jeene Ka Intazaar Koi Badali Kabhi Is Tarah Aayegi Pyaas Sadiyon Ki Pal Men Bujh Jaayegi Tujhako Lauta Ke Meri Aagosh Men Dekhana Vaqt Ki Nabz Tham Jaaegi Aisa Hone Ke Kuchh Duaaon Ka Umr Bhar Jo Milen Un Panaahon Ka Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar Tere Aane Ka Tujhako Paane Ka Phir Na Jaane Ka Intazaar Tere Aane Ka Tujhako Paane Ka Phir Na Jaane Ka Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar song: kripa getting ready F: ab zindagi ki nai rah pe chalne hum ja rahen hain kisi khwab se milne hogi nai zindagani phir bhi hai aankhn mein pani par dosti aisi na bhool payenge kaisa ye vishwaas hai kaisa ye pyar hai (x4) Kripa thinking of Angad right before Naina comes to insult her and tells her to stay away from her son. Shaam o saher mere maheka diye tumne (2) Jasbaat sine mein sulga diye tumne Hum kho gaye aashique mein Kaisi haseen dillagi mein Chahat ki aankhon se Duniya nazar aaye Kyun dil nasheen yaar hai Kaisa yeh pyar hai


jo kaha humne, shayad ye tasveer teri, dekhi hai humne adhori, hone laga yakeen tujhpe, bandhne lagi ek aas hai, kaisa ye pyaar hai......... Name: Kripa's sad version


song: Ruk si gayi zindagi aaj is pal mein... Phaila dhua gham ka, khushiyaan lagi jalne... Dil ko rulaayaa hai itna... Bikhra hai tukdon mein sapna... Armaan ban ke jo is dil mein rehte the... Kyun aaj bezaar hai... Kaisa yeh pyaar hai... (4)


song: when angad is driving back from pune. this is when he rezlizes his love for kripa M: humne na maana magar ab ye lagta hai is pyar mein dil alag sa dhadakta hai hulchul jo ab ho rahi hai pehle kabhi na hui thi ab mere khwabon mein hoti har ek raat tumse mulaquat hai kaisa ye pyar hai ( x4)


song:song when kripa misunderstood angad socha tha kya aur kya hone wala hai ab jaake humko yakin tumpe aay hai bedard tumko kaha tha nazron ka dhoha aaye nazar jaise ho tuum nahin vaise humne liya _______hai kaisa ye pyar hai (x4) 2ff7e9595c


0 views0 comments

Recent Posts

See All

Comments


bottom of page